Search This Blog

Tuesday, January 17, 2012

zindgi me kabhi koi aye na rabba

Zindagi mein kabhi koi from Musafir

Zindagi mein kabhi koi aaye na rabba
From Musafir



Bm
Zindagi mein kabhi koi aaye na rabba
Bm Em
aaye jo koi to phir, jaaye na rabba
G, A
dene ho gar mujhko bad mein aansoo
Bm
to pahle koi hasaye na rabba
Bm
to pahle koi hasaye na rabba

try...
Jaate jaate koyi meri khushiyon ko le gaya
Suni suni akhiyon ko gham, koyi de gaya
Aas jo lagaayi hai, aankh bhar aayi hai
Itna bhi koyi, sataaye na rabba
Zindagi mein koyi kabhi aaye na rabba
Aaye jo koyi toh phir jaaye na rabba
Dene ho gar mujhe baad mein aansoo?
Toh pehele koyi hasaaye na rabba

Dil lene waale pe zor nahin chalta
Pyaar ka ye sikka, kahin aur nahin chalta
Yaad teri aayi hai, tu harjaai hai
Itna bhi koyi tadpaaye na rabba
Zindagi mein koyi kabhi aaye na rabba
Aaye jo koyi toh phir jaaye na rabba
Dene ho gar mujhe baad mein aansoo?
Toh pehele koyi hasaaye na rabba

3 comments:

  1. try Bm, F#m, G , A ...sounds better and rich :)

    ReplyDelete
  2. Strumming pattern kya h is song ka

    ReplyDelete
    Replies
    1. D--UDUD-D--UDUD
      try keeping the pause...
      For chords try using Am/Dm/G/F

      Delete